Hello friends ek bar phir se aap ka swagat hai, dosto internet to ham sabhi use karte hai. kabhi ham mobile me use karte hai. to kabhi ham laptop/pc par use karte hai. internet use karne ke madhyam bhi kai tarh ke hai. jaise-laptop/computer me dongle, wifi ka use karte hai. Ab jo ham laptop /pc me internet access karte hai vo hum keval apne system me hi access kar pate hai Par kya aapne kabhi socha hai ki kya hum apne laptop ko wifi hotspot ke rup me use kar sakte hai.
- BINA WHATSAPP OPEN KIYE WHATSAPP PAR MASSAGE SEND KARE
- Chrome Browser Me Saved Password Ko Kaise Nikalate Hai?
Ya ham Apne laptop ke internet data ko share kaise kar sakte hai. Jaise ham apne android mobile device me hotspot se data share karte hai. Vaise hi aap laptop/pc ka bhi data share kar sakte hai. To aaj ham janane wale hai ki ham apne pc/laptop ka data kaise share kar sakte hai.
Laptop Ko Wifi hotspot me Kaise Convert kare:
- WHATSAPP PAR KISI BHI SOFTWARE KO SHARE KAISE KARE IN HINDI
- GMAIL ME GALAT MAIL SEND HONE SE USE UNDO KAISE KARE
Dosto apne laptop/pc ko as a Hotspot use karne ke liye aapko ek software (My wifi router) ki jarurat padegi . Aur download karne ke bad in steps ko follow kare-
My wifi router ko download karne liye yaha click kare
Step1:- sabse pahle My wifi router software download kare. aur apne laptop me install aur Run kare.
Step2:- laptop se internet sharing ke liye activate button par click kare aapka internet share hona start ho jayega uske bad aap apne laptop ko wifi hotspot ke rup me use kar sakte hai.
Step3:-Yaha Software computer ka default name and default password show karega. Ise aap manually apne hisab se set kar sakte hai.
Step4:-Ab apne internet ko share kar sakte hai. Aur kisi bhi mobile /computer/laptop ko connect kar sakte hai.
Wifihotspot Se Android mobile kaise connect kare:
apne mobille/laptop ko connect karne ke liye in steps ko follow kare-
Apne Android mobile setting me jaye aur wifi on kare. Ab yaha aapko apne computer ka name dikhai padega. Us par click kare.
Ab aap apna passwor dalkar apne mobile ko connect kar sakte hai.
Bas aap ka mobile computer se connect ho jayega. Aur aap apne mobile me internet access kar sakte hai.
- Files Transfer Between Your Smartphone To PC Using WiFi Without Internet
- How To Use Any Music On YouTube Without Copyright Claim
My Wifi Router Ke Other Feature:
1. My wifi router me aap my videos se videos share kar sakte hai aur apne device me access kar sakte hai.
2. Connection management se aap dekh sakte hai kitne log humse connected hai.
3. Aap kisi bhi user ko block kar sakte hai
4. Connected device ka hume ip address bhi pata chal jata hai.
5. Power off time ke dvara fix time ke bad automatically wifi off ho jata hai.
Dosto yah ek bahut achha software hai jiski help se ham kisi bhi device ke sath apna internet share kar sakte hai. Agar aapko hamara ye article achha lage to apne dosto ke sath share kare.
arun boss dj remix
Hp laptop me wifi connet krne per connection are availbale likha aa raha h but connet nahi ho rahi hh pls solution de
nice post sir good job
very very good post
धन्यवाद