Best YouTube Mobile Screen Recorder
Hi friends, Bahut Sare log Aksar Mujhse Pucha Karte Hain Kya aap apni YouTube channel par mobile se videos banane ke liye Kaho na Sa Mobile Screen Recorder use karte hain. aaj mai aap sabhi ko Bata Na jaa raha hoon ki Kaun Sa mobile Screen Recorder achha Hota Hai.
Agar aap bhi YouTubers Hai ya Apna YouTube channel banana Chahte Hain, to mai aap ko is post Mein Batane ja raha hun ki aap kaun se free Screen recorders ka use kar sakte hain.
To dosto aaiye Jante Hain Ki wo kaun se mobile Screen Recorder hai jinka use karte hue aap apne YouTube channel ke liye achha video bana sakte hain .
How to record mobile screen in Hindi
Aap apne mobile phone ke screen ko record karne ke liye do Best screen recorder apps ka use kar sakte hain. Ye Dono mobile Screen Recorder Features Main Kafi acche hai aur aap ko use karne mein bahut hi simple hai.
- AZ Screen Recorder
- Mobizen screen Recorder
yeah Android app Sabse achha screen recorder Mana jata hai. Isme Kaphi Achhe features hai jo ki aap Kisi premium level ke screen Recorder main Patte Hain woh aap kahan par free main Diya gaya hai. Ise aap Google Play Store se free me download karke aap apne mobile me install kar sakte hain. aap se download karne ke liye Yahan Par click kare
Install karne ke baad aap apne Android mobile phone main open Karne ke baad aap iska use karna Shuru kar sakte hain.
Yah use karne me kafee Aasaan hai . Aur aap iski default setting ka aap use kar sakte hain ya aap iski settings ko manually change kar sakte hain.
Yah mobile Screen Recorder sabse Achha free mobile Screen Recorder hai. isliye mai aap ko advise Dunga Ki aap iska use kare.
Note – yahan par aap ko ek baat Ka Dhyan Rakhna hai. AZ mobile Screen Recorder Abhi sirf aur sirf Android lollipop virsion aur iske upar Ke version Ka hi support karta hai. Agar Apke Pas Android lollipop ya isase upar ke version ka mobile hai to aap iska use kar sakte hain.
Mobizen Free mobile screen Recorder me Sabse Achcha Doosra Screen Recorder hai. Mobizen mobile Screen Recorder ki sabse Khas Baat Yeh Hai Ki yah Screen Recorder Android ke sabhi version ko support karta hai.
aap is mobile Screen Recorder download karne ke liye Yahan Par click kare
is Android app ka use karna Kaffee Aasaan Hai , bas aap ko ise install karna hai, aur aap iska use kar sakte hain.
Lekin iski Sabse Badi samasya Ya Hai Ki is Android app ko use karne ke liye aapke paas 1 laptop/computer Hona zaroori hai.
Kyunki iska use karne se Pahale aap ko computer me ek software download karna hoga Aur uske baad Apna Android mobile USB cable ke dwara connect Karke apne mobile ki screen Ko record kar sakte hain.
Ant main aap Sabhi se Kehna Chahunga ki yadi Aapke Paas Android ka latest virsion hai. To Aap ko AZ screen recorder ka use karna chahiye.
yadi aapko koi sawal puchna Ho to aap hame comment box me comment kar sakte hain.