Raat Ko Smartphone Use Karne Se Pahle In Tips Ko Jarue Pade:
hellow friends -aaj mai phir hazir hu ek naye topic ke sath. aaj dosto hamara topic ye hai. ki ham sabhi der tak raat ko smartphone ko use karte hai. to yah mare health par kaisa asar dalta hai aur raat ko smartphone use karte samay kin bato ka dhyan rakhana chahiye.
- Chrome Browser Me Saved Password Ko Kaise Nikalate Hai?
- WHATSAPP PAR KISI BHI SOFTWARE KO SHARE KAISE KARE IN HINDI
Dosto ham sabhi jante hai ki der raat ko smartphone use karte rahne se yah hamri aankho par bura asar dalta hai. lekin phir bhi ham mobile par game khelte rahte hai. ya phir whatsapp jaise massaging app par chatting karte rahate hai. aapne dekha hoga kabhi kabhi der tak ek tak mobile use karne se aankho me pani aa jata hai. isaliye hame laga tar der tak kisi bhi device ka use nahi karna chahiye chahe vah samart pphone ho ya pc/laptop ho.
- Files Transfer Between Your Smartphone To PC Using WiFi Without Internet
- Top 5 SEO Tips For Higher Ranking Your Blog
agar aap in sab bato ko jante huie bhi aap der raat tak devices use karte hai. ya aapko apne office ya kisi aur tarhake kaam ke karan use karne padta hai. To ham aaj aapko kuchh tips batane ja rahe hai jinka use karke aap k\uchh had tak inse hone wale nuksan ko kam kar sakte hai.
Raat Ko Smartphone Use Karte Samay Kya Karna Chahiye:
- Internet Browser Shortcuts In Hindi
- Self Destructive (Automatic Delete) Secret Message Emails Kaise Send Kare
1- apne mobile ki britness ko minimum rakhana chahiye . kyonki raat me andhere ke karn aapko dekhane me bhi koi problem nahi hogi sath hi aapki aankho ko bhi koi problem nahi hogi.
2-raat ko smartphone use karte samay aapko screen filter aur night mode jaise apps ka use karna chahiye . yaha tak agar aap suffirig kar rahe hai to bhi aapko browser me night mode ka use karna chahiye.
3-jaha tak ho sake aap raat ko smartphone use na kare. Jyada jarurt padane par hi use kare.
4-Jyada samy tak aap lagatar kisi bhi device ka use nahi kare. bhich bhich me har 25-30 minut bad rest jarur le . isase aapki aankho ko kuch samay ka rest mil jayega.
5- aap kabhi bhi aalasy me smartphone ka use ek aankh se na kare. andhere me smartphone use kare to dond aankh ka use kare.
aasha karta hu dosto aapkko ye artical pasand aaya hoga. aur ab se aap apne health ka bhi khyal rakhenge. agar dosto aapko ye artical achha lage to aapne friends ke sath share kare.