hi friends, aap Sabhi Ne Shared hosting ke baare mein toh suna hi hoga. Agar aap blogging Karte Hain kya karna chahte hain, to aap ko hosting ke baare me Jarur Pata hona chahiye. hosting do Prakar ki hoti hai-
- free hosting
- paid hosting
Paid hosting bhi 2 Prakar ki hoti hai.
- shared hosting( Linux hosting)
- VPS hosting( virtual private server)
So Aaj Hum paid hosting ke Dono Prakar- shared hosting and VPS hosting ke baare mein aap ko Bistar se batayenge. Is post Ke jariye Aaj aap Janege Ki share hosting and VPS hosting mein kya Antar hai.Konsi website hosting aapke blog ke liye ladki ya website ke liye sabse Jyada achi Rahegi.
Kyonki bloggin ke Sahi startup ke liye Sahi hosting choose karna bahut zaroori hai. Ek galat hosting Aap Ke Sare ke sare Mehnat par Pani pher sakta hai . Is liye ek Sahi hosting aapke blog ya website ke liye bahut zaroori hai. main aap ko niche vistar se bataya Hai Ki shared hosting VPS hosting me kya Antar hai.
Ye dono Prakar ki hosting web hosting hi kahlati Hain. hosting ka Arth Hota Hai Aap apni website K content code store karne ke liye Jis platform ka use karte hain usi ko web hosting kehte hain. Jai Sakhi Hum Apne computer /laptop Me apni files audio video photos image ko store karne ke liye hard disc ka use karte hain. aur apne mobile me audio videos photos store karne ke liye memory card ka use karte hain, thik ushi Prakar webhosting Hamare online content store karne ka kaam Karti Hain. jaise Isme Hum Apne audio, photos ,videos andtext file co store Karke rakhte Hain.
Shared hosting Jaisa Ke Naam Se Hi Se Ki jane wali cheez mallum padti hai. Vaise hi yah share ki jane wali hosting hoti hai.Shared hosting Ko Hum is Prakash samajh sakte hain-jaise ki aap 4-5 friends Milkar Kisi Hotel Mein koi room Karte Hain. Ab Apne jo room book kiya hai usko apne friend ke sath Share Karte Hain .Isi tarh share hosting may be aap share kiye jane wali sarver par apni website co-host Karte Hain. jisme Ek he Sarver par kai Website host karai jati hai.
Shared hosting ke Kafi fayde bhi hai aur nuksaan bhi hai. Ek benefit yahi hai ki aapko kam prise main I’m a self hosting prat Ho Jati Hai. Jise Hum Apne hisab se Shree panel dwara control bhi kar sakte hain. Kyunki Shuru Shuru mein Hum Apni website blog ko Jyada investment Karke Koi V nahi Lena Chahte Hain. isliye start Mein Shere hosting choose karna aap ke liye achha ho sakta hai.
Shared hosting ka nuksaan yeh bhi hai ki aap ki website par Jab Jyada load karne lage ga To aap ki website/ blog offline ho jata hai. Kyunki jaise ki mai ne bataya ki ek He server for bahut sari website host ki Jati Hai. Jesus service system Jyada request process hone ke Karan down ho jata hai ,aur apki website/ blog offline ho jata hai.
VPS hosting( virtual private server)
VPS hosting ko ham is prakash se samajh sakte hain. kaise ki aap Kisi Hotel Mein ja kar 1 room book Karte Hain. jo ki keval aapke Liye Hi Hota Hai. Matlab Ki aapko Koi bhi cheeze Nahi Kisi dusre ke sath share karne ki jarurat nahi hai. Sab kuch single hone ke Karan VPS hosting car price bhe shared hosting se Adhik Hota Hai.
agar aap ki website Jata traffic Aane lagta hai to aap ko VPS hosting buy karna padega .VPS hosting the price shared hosting se adhic to Hota Hai. lekin aap ki website Ke sare content security aur website ko best performance bhi milegi . Aur apki website load Lene me Jyada Samay nahi lagi Sath hi Sath aapke Sare ke sare content be secure rahenge.