SLOW SMARTPHONE KO FAST KARNE KE TOP 5 TIPS:
Smartphone to ham sabhi use karte hai. Ham tarh tarh ke apps aur game use karte hai. Lekin jab hamara phone hang karne lagta hai to hamra sara maza kirkara ho jata hai. Use samay hamara pura dimag kharab ho jata hai. Lekin aapko jyada pareshan hone ki jarurat nahi hai. Aaj ham aapko kuchh aise amazing tips batane jar aha hu jinko use karke aap apne slow smartphone ko fast kar sakte hai.
- Internet Par Browsing Karte Samay Secure Rahne Ke Tips
- ANDROID 6.0 MARSHMALLOW OS ME AUTO BACKUP KAISE LE AUR KAISE RESTORE KARE
Agar aapka phone samay ke sath slow ho gaya hai. Aap koi bhi app open karte hai to jyada samay lagata hai. To aapko lagta hoga ki aapka phon kharab ho gaya hai. Lekin ye sach nahi hai. Aapka phone kharab nahi blki kuch care ki jarurat hai. Android phone users ki ye aam samsya hai. Isliye ham aaj isi topic par bat kar rahe hai.
Aap in steps ko follow karke kisi bhi slow smartphone ko fast kar sakte hai.
- Cloud Storage Kya Hai Aur Ese Kaise Use Karte Hai
- Laptop Me WiFi Hotspot Kaise Open Karte Hai Aur Mobile Connect Kare
Software Update Kare:-
Kisi bhi slow smartphone hone ka sabse bada ye reason hota hai. Companiya phone ke slow hone ke liye hi software update deti hai. Isake liye aapke mobile me notification bhi aate rahte hai. Agar notification nahi aaya hai to bhi aap about phone me jakar ise manually check kar sakte hai. Agar naya update aaya hai to pahale ise update kar de.
Cache Memory Delete Kare:-
- BINA WHATSAPP OPEN KIYE WHATSAPP PAR MASSAGE SEND KARE
- WhatsApp New Feature Passcode Bhule To Delete Ho Jayega Sara Data
Phone slow hone ka ye bhi ek karan hai. Agar aapke mobile me cache memory full ho jayegi to phone slow ho jata hai. Isliye cache memory ko delete karte rahana chahiye. Cache memory ko delete karne ke liye aapko phone ki setting me diye gaye storage option par click kare yaha aapko cache memory ka option milega ispar click karke aap ise delete kar sakte hai.
Smart Phone Me Kam Apps Rakhe:-
Agar aap apne mobile me bina kam ke apps rakhate hai. To aapka pahla kaam hai, in apps ko delete karna kyonki bina matalab ke apps aapke phone ko slow kar dete hai. Isase aapke phone ka space kam ho jata hai. Isliye jitna ho sake apne mobile me kam apps rakhe .
Memory Card Khali Rakhe:-
Aapko internal memory card ko khali rakhana chahiye. Kyonki hamary sari process internal memory me hi hoti hai. Sath hi agar aapka mobile External 32Gb supported hai. Aur yadi aap 32GB memory card use karte hai. To aapko apne memory card ko 24-25Gb se jyada use nahi karna chahiye. External memory card ko bhi kabhi full nahi karna chahiye.
Background Apps Close Kare:-
Agar aap ek sath kai apps use karte hai to bhi aapka phone slow ho sakta hai. Isliye aap ek sath keval apps hi use kare sath hi aap background me open apps ko bhi close karte rahana chahiye isase aapka phone fast work karega.
Dosto agar aap in sabhi tips use karke apne mobile ko fast kar sakte hai. Aap in tips ko use kare aur apna experience hamare sath share kare.