How To Use Any Music On YouTube Without Copyright Claim

How To Use Any Music On YouTube Without Copyright Claim

Hello friends, Aaj Mai aap ke liye aisy YouTube tricks Lekar Aaya Hoon , jisase Aap Kisi bhi copyright claim music ko aap apne YouTube videos me use kar sakte hain. Aap apne YouTube videos me kisi ki film ka gana music ko use kar sakte hain. phir bhi aap ko koi  copyright claim ka samna karna nahi Padega.

How To Use Any Music On YouTube Without Copyright Claim

Normally Agar Hum YouTube par koi videos upload Karte Hain. aur usame Hum Kisi Bollywood ya Hollywood ya album ka music use karte hain.to  Hum jaise hi YouTube par video upload Karte Hain . To YouTube Hame message Deta Hai. Ki “content ID match” Yani batata Hai Piya video copyrighted hai. YouTube Hame music owner ka nam dikhata hai.

Is Samay YouTube Aapko 2 option deta hai. Ki Agar aap us Video content ke owner hai. To claim kijiye. Lekin aap vaha par claime nahi kar sakte hain kyonki aap us video content ke  owner  Nahi hai. Agar Apkeclaim karte Hain. To Aap Ka proof dikhana Padega. Jo aap nahi dikha sakte hain. Doosra option aapko ye milega ki,  aap Sweekar Kar Lijiye ki aap us content Ke owner nahi hai.

YouTube channel art me social link kaise add kare

Ab aap sweekar kar lete hai. ki aap us  video content ke owner nahi hai, phir bhi aap us video ko upload karna chahte hain. To Video ki sari Revenue earning income  video ke owner ko mil jayegi.  aapko Koi Labh nahi milta hai. Tu chahiye Aaj Mai aap ko batata hoon, Bina copyright claim ke video Kaise upload kar sakte hain.

Agar YouTube video music upload kar rahe ho. To aap ko direct Upload nahi karna hai. Jab aapki video upload Ho Jati Hai tab aapko advanced setting me Jaana Hai. Yahan par aapko Ek option milega “Licenced copyright ownership”.

“Standard YouTube Licence”

Is option ke default mein aapko “Standard YouTube licence”  select milega. Iska matlab hota hai ki aap iss video ke copyright owner hai.Aur aapki permission ke bina koi bhi iss video ke music/content ka upyog nahi kar sakta hai. Agar koi aapke video content (song,music,video) use karta hai. To uspar aap copyright claim kar sakte hain.

“Creative Common Licence”

Yaha par Aapko ek dusra bhi option bhi Milega “creative common licence” . Is option ka matlab ye hota hai ki aapke video/video ke content ko koi bhi use kar sakta hai. Aur aap is par copyright claim nahi kar sakte hain. Agar aap bhi Apne video me Kisi Dusare Ke content ya music ka use kar rahe hai. to aap ko Apne video ko “creative commons licence” Select Kar Ke Rakhna hoga. Isase aapke video par koi copyright claim nahi aayega. aur isase  Hone Wali earning aap prapt kar sakte hain.

Is Tarah aap apne kisi bhi video me koi bhi music use kar sakte hain. Aur aapko Kisi bhi copyright claim Ka Samna nahi karna padega. Sath isase hone wali earnig ko bhi aap prapt kar sakte hai.

Aapko Hamara article kaisa laga aap comment box me likh sakte hai. Saath hi agar aap ka koi bhi sawal puchhna ho to bhi aap hame comment kar  sakte hain.

agar aap koi bhi tips hamari website par sare karna chahte hai . to aap hame contact kar sakte hai. ham aapka artical aapke name ke sath publish karenge.

अनूप कुमार वैश्य
अनूप कुमार वैश्य
अनूप कुमार टेक यू हेल्प के संस्थापक हैं। वह मानव व्यवहार और समाज का अध्ययन करने के जुनून के साथ अत्यधिक प्रेरित व्यक्ति हैं। उन्होंने 2015 में कानपुर विश्वविद्यालय से समाजशास्त्र में मास्टर ऑफ आर्ट्स की डिग्री प्राप्त की है। पढ़ाई के दौरान, अनूप कुमार ने सामाजिक संरचनाओं और व्यक्तिगत अनुभवों को आकार देने के तरीकों की गहरी समझ विकसित की।
[fluentform id="3"]

Comments (140)

  1. Hello sir mera YouTube pr channel hai
    Main aapne channel pr Movie clips dalta hu .Aapne kha tha usi tra mne video ko dala tha sir fir bi video pr copyright claim aarha hai Sir kucch help kijiya naa please ?

    Mne ek channel dekha hai sir woo Movie clips dalta hai rooj

    Channel Name. iMovie. Yaa channel bi too Movie clips dalta hai lakin iska copyright claim nhi aata assa kyu sir ..??

    प्रतिक्रिया
  2. Hi bro
    4 bade problem hai please help kardo.

    1).Ham kisi dusre ki video ya fir music hamare youtube par kitne minute tak ki upload kar sakte hai 30 second , 1 min , 2 min kitne time ki kar sakte hai ?

    2).Aur kisi ka music muje mere video ke background me dalna hai to kya karna padega ? Ab aap ye mat kaiyega ki tum dusro ka music use nahi kar sakte . Maine bahut sare music dekhe hai jaise ncs
    (Nocopyrightsounds)

    3).Aur maine pahele se hi ek adsense Account banaya hai . Kya mai aur ek Account bana sakta hu jo ki usme sab kuch naya rahega jaise ki mera mobile number aur mera bank account etc.. kya fir mai new account bana sakta hu ?
    Ya fir account approvel hone me kuch dikaat aa sakti hai..

    4). Agar se mera channel aur adsense Account alag alag gmail id se create huwa hai to kya mai adsense se mera channel jod sakta hu ?

    Muje full information chahiye wo bhi sahi sahi please …… badleme mai aapke blog ki link mere har Friends ko share karuga aur unse kahuga ki wo agge aur share kare aur facebook . Instagram. Twitter. Etc…. har jaga share karuga
    I am waiting for your replay…..
    Thank you………….. : D

    प्रतिक्रिया
    • 1.aap jyada se jyada 30 second tk ka music use kar skte hai. bahut se mamle me 30 second ka bhi use nahi kar skte.
      2.ha bahut se log use karte hai lekin usme mixing karke nahi to 30 second ka hi bar bar repeat karte rhte hai.
      3.aap apne nam se ek se adhik adsennse account nahi bana skte hai. bat keval mobile number aur email id ki nahi hai. pancard , id proof sab summit krna hoga. aur adsense ip adrress bhi track karta hai.
      4. aap dono ke ek sath jod skte hai adsense account me login karke.

      प्रतिक्रिया
  3. Shemaroo अपने यूट्यूब चैनल पर कोई भी कॉमेडी वीडियो ,सोंग्स या मूवी कैसे अपलोड कर देता है बिना कोई परमिशन के उसके यूट्यूब चैनल या वीडियो पर कोई कॉपीराइट नहीं आता है क्या वो परमिशन लेकर रखते हैं क्या ऐसा हम भी कर सकते हैं क्या हम कोई कॉमेडी वीडियो ओल्ड मूवी सीधा डाउनलोड करके बिना कुछ किए सीधा अपने चैनल पर अपलोड कर सकते हैं हमारे चैनल या वीडियो पर कोई कॉपीराइट तो नहीं आएगा, जब शेमारू के वीडियो या चैनल पर कोई कॉपीराइट नहीं आता है तो फिर हमारे पर क्यों आएगा वह भी तो शायद परमिशन नहीं लेते हैं।
    shemaroo ek you tube ka channel hai, pls knowledge search karke bataye .

    प्रतिक्रिया
  4. नमस्ते ! क्या Bollywood ke कराओके ट्रॅक यु ट्युब पर युज कर सकते है ? क्या उस पर काॅपीराईट क्लेम होगा ?
    ओरिजिनल सिंगर की जगह कोई और सिंगर होगा तब भी कॉपीराईट क्लेम हो सकता है ?

    प्रतिक्रिया
  5. एनसीएस के म्यूजिक को जैसा वह करते हैं वैसा उनके अपलोड करने के उसी दिन या दूसरे दिन अपने चैनल पर सीधा अपलोड कर सकते हैं बिना कोई चेंज के बस इमेज चेंज कर देंगे

    प्रतिक्रिया
  6. अन्य कहीं यह जानकारी नहीं मिलती है आप ही बता सकते हैं सर प्लीज टेल मी पॉइंटby पॉइंट बताइए सर..
    1.एनसीएस के सॉन्ग ए डिस्क्रिप्शन में कहीं भी क्रिएटिव कॉमन लाइसेंस तो नहीं लिखा फिर भी हम उसे यूज कर सकते हैं अपलोड करने के लिए.
    2. एनसीएस के सॉन्ग या किसी दूसरे क्रिएटिव कॉमन लाइसेंस वाले सॉन्ग या वीडियो को हम अपने चैनल पर बिना creative common licence ke yani standard licence ke sath upload kar sakte hain jisse hamari earning ho.
    3. एनसीएस के म्यूजिक मै किसी और पॉपुलर इंग्लिश सॉन्ग की वीडियो डाल सकते हैं .ex. टेलर स्विफ्ट या जस्टिन बीबर की या किसी बॉलीवुड सॉन्ग की.
    4.एनसीएस का सॉन्ग लेकर हम जस्टिन बीबर टेलर स्विफ्ट की उनसे बिना अनुमति लिए कोई वीडियो या इमेज को मिलाकर एक अच्छी म्यूजिक वीडियो बनाएं और डिस्क्रिप्शन में उनको क्रेडिट एंड स्पेशल थैंक्स दे दे तो क्या कॉपीराइट क्लेम नहीं आएगा.
    5. हम टिक टॉक इंस्टाग्राम से या क्रिकेट,फुटबॉल, डब्ल्यूडब्ल्यूई आदि से वीडियो लेकर ncs se music lekar ek achcha video song banaen to kya copyright claim nahin aaega….
    अन्य कहीं यह जानकारी नहीं मिलती है आप ही बता सकते हैं सर प्लीज टेल मी.. point by point bataiye sar please…

    प्रतिक्रिया
    • 1. ha use kar skte hai. Kyonki unhone iske bare me apni website pr bataya hai.
      2. Ha upload kar skte hai. Lekin original creature ko credit dena hoga.
      3. Ydi unka copyright free hai to dal skte hai.
      4.iski koi gurantee nahi. Ydi vo cc me provide krte hai to nahi aayega.
      5.tiktok, instagram ya aur koi social media platforms khud copyright nahi bhejte. Jis user ka hai vah ydi pasand nahi krta to vo bhej skta hai. Ya aapse video hatane ka request kar skta hai.
      Baki ncs ka koi bhi music use kare to credit dena na bhule. Ncs website pr saftaur pr likha hai –
      NCS Music is free to use for independent Creators and their UGC (User Generated Content) on YouTube & Twitch – always remember to credit the Artist, track and NCS and link back to our original NCS upload. View our usage policy and some frequently asked questions here

      प्रतिक्रिया
  7. वीडियो बनाने के लिए कोई अच्छा वीडियो प्लेटफार्म जिससे वीडियो बना सकें और यूट्यूब पर उस वीडियो सॉन्ग को अपलोड करें तो कॉपीराइट क्लेम ना आए…

    वीडियो बनाने के लिए आपकी कोई राय जिससे वीडियो बना सकें कृपया बताएं.

    प्रतिक्रिया
  8. किसी english सिंगर की ऐसी साइट बताएं जिसमें वीडियो सीसी में अपलोड होती हो जैसे 30 सेकंड का म्यूजिक यूज कर सकते हैं वैसे ही 30 सेकंड की किसी सिंगर की वीडियो यूज कर सकते हैं .

    किसी सिंगर की 810 वीडियो ले और सभी से 25 25 सेकंड की वीडियो लेकर करीब 3:00 4 मिनट की एक अच्छी सी वीडियो बनाएं और बैकग्राउंड में कोई सीसी का म्यूजिक लगा दें .
    उदाहरण में जस्टिन बीबर गुरु रंधावा या किसी और की वीडियो ले सकते हैं और उसे यूट्यूब पर अपलोड कर दे तो कॉपीराइट क्लेम तो नहीं आएगा

    मैंने कई वीडियो में देखा है 30 सेकंड का म्यूजिक ले लेते हैं तो उसी तरह वीडियो भी तो ले सकते हैं 30 सेकंड किसी की भी.
    कोई ऐसी क्रिएटिव कॉमन लाइसेंस की साइट बताएं जिसमें सभी इंग्लिश सॉन्ग वीडियो अपलोड होती हो.

    प्रतिक्रिया
  9. जस्टिन बीबर टेलर स्विफ्ट ने अभी तक कोई अपनी वीडियो सीसी में अपलोड की हैजस्टिन बीबर और टेलर स्विफ्ट की वीडियो को सीसी में कैसे देख सकते हैं कोई साइट बताएं जिसमें सीसी में अपलोड करते हो.

    प्रतिक्रिया
  10. Hello sir ,

    Mai two YouTube channel create karna chahta hu, but AK channel me sirf bollywood song dalna chahta hu aur is channel se koi income nahi chahta bas hoby se aur AK channel jisme koi copyright video nahi hogi isse mujhe income bhi karna hai , Mai yhi Janna chahta hu ki kya songs vale channel ke Karan koi problem hogi dusri channel me jobki alg -alg Gmail se banauga.

    प्रतिक्रिया
  11. Creative common song यूट्यूब channel per वीडियो सॉन्ग अपलोड होते हैं तो उन पर कॉपीराइट क्यों नहीं आता कोई कॉपीराइट क्लेम क्यों नहीं करता….
    Tell me.
    सीसी और स्टैंडर्ड लाइसेंस की कमाई में क्या फर्क है cc me dalne par video chalegi ya nahi ya stander me chalegi..

    प्रतिक्रिया
  12. @bestsong1223 sir ये mera youtube channel h मुझे फूल song upload करना है तो मे किया करूँ जिससे कॉपीराइट claim na आए plz plz plz sir help me मेने creative commons Bala तरीका भी अपनाया फिर भी कुछ लाभ नहीं मिला कॉपीराइट claim आ गया तो मे किया करूँ जिससे कॉपीराइट claim na आए plz plz plz sir help

    प्रतिक्रिया
  13. sir kya main mere youtube channel pr koi movies upload kr skti hu jo main khuc download krti hu torrent website se agr kr skti hu to kese please btaye kyu ki main mere youtube channel pr new movies or new song upload krna chati hu or copyright ka issue aata hai to main is copyright kr issue ko kese hta skti hu koi video editor hai to please mujhe detail main btaeye ki main movie upload kese kr skti hu without using common creative please tell me

    प्रतिक्रिया

Leave a Comment